सोमवार, 8 जून 2009
बुधवार, 3 जून 2009
bekarar kar ke hamen yu na jaiye...
Movie:Bees Saal Baad [1962]
Music And Song By :LEGEND Hemant Kumar
Casting: Wahida Rehman And Bishwajeet
Hindi Lyrics:-
Beqarar karke humein yoon na jaiye Aapko humari kasam laut aaiye) -2
Dekhiye woh kaali kaali badliyan Zulf ki ghata churana le kahin
Chori chori aake shokh bijliyan Aapki adaa churana le kahin
Yoon qadam akele na aage badhaiye
Aapko humari kasam laut aaiye
Beqarar karke..
(Dekhiye gulaab ki woh daaliyan Badhke choom le na aap ke qadam) -2
Khoye khoye bhanvre bhi hain baag
mein Koi aapko bana na le sanam
Behki behki nazaron se khud ko bachaiye
Beqarar karke..
Zindagi ke raaste ajeeb hain In mein is tarah chalaana kijiye
Khair hai isi mein aapki huzoor Apna koi saathi dhoond lijiye
Sunke dil ki baat yoon na muskuraiye
Aapko humari kasam laut aaiye
Beqarar karke..
Category: People & Blogs
Tags: bekarar wahida bishwajeet bees saal hemant kumar mastkalandr
hai apna dil to aawara ...sad and happy both version together..
hai apna dil to aawara .. happy and sad version.
हुआ जो कभी राज़ी तो मिला नहीं काज़ी ,
जहा पे लगी बाज़ी वहीँ पे हारा .. फिल्म सोलवां साल
hua jo kabhi raazi to mila nahi kazi,
jaha pe lagi baazi wahi pe hara...
ya rab wh jawani bhi kya mhshr-e-arman thi ,
angdai bhi jab leti ek aankh jhapak jati .. mzaz..
Movie Name: Solva Saal (1958)
Singer: Hemant Kumar
Music Director: S D Burman
Lyrics: Majrooh Sultanpuri
Year: 1958
Actors: Bipin Gupta, Dev Anand, Sapru, Waheeda Rehman
Theme: Family Drama
Hindi Lyrics :-
Hai Apanaa Dil To Aavaaraa, Na Jaane Kis Pe Aayegaa
Hasiino.N Ne Bulaayaa, Gale Se Bhii Lagaayaa
Bahut Samajhaayaa, Yahii Na Samajhaa
Bahut Bholaa Hai Bechaaraa, Na Jaane Kis Pe Aayegaa
Hai Apanaa Dil To Aavaaraa ...
Ajab Hai Diivaanaa, Na Ghar Naa Thikaanaa
Zamii.N Se Begaanaa, Phalak Se Judaa
Ye Ek Tuutaa Huaa Taaraa, Na Jaane Kis Pe Aayegaa
Hai Apanaa Dil To Aavaaraa ...
Zamaanaa Dekhaa Saaraa, Hai Sab Kaa Sahaaraa
Ye Dil Hii Hamaaraa, Huaa Na Kisii Kaa
Safar Me.N Hai Ye Ba.Njaaraa, Na Jaane Kis Pe Aayegaa
Hai Apanaa Dil To Aavaaraa ...
Huaa Jo Kabhii Raazii, To Milaa Nahii.N Kaazii
Jahaa.N Pe Lagii Baazii, Vahii.N Pe Haaraa
Zamaane Bhar Kaa Naakaaraa, Na Jaane Kis Pe Aayegaa
Hai Apanaa Dil To Aavaaraa ...
Hai Apanaa Dil To Aavaaraa
Na Jaane Kis Pe Aa_Egaa ...
(Rukegaa Na Rukaa Hai Na Jaane Dhun Hii Kyaa Hai
Kabhii Ye Rastaa Hai Kabhii Vo Rastaa) \- 2
Phire Hai Dar Badar Maaraa
Na Jaane Kis Pe Aa_Egaa ...
(Kisiise Ye Milaa Thaa Bataa_E Ko_Ii Kyaa Thaa
Bedaarii Kaa Samaa Thaa Ke Thaa Vo Sapanaa) \- 2
Kud Apane Dard Se Haaraa
Na Jaane Kis Pe Aa_Egaa ...
Category: People & Blogs
Tags: movie film solwa saal 1958 mastkalandr dev anand wahida rehman hai apna dil aawara burman majrooh sultanpuri hemant kumar daa bipin gupta
मंगलवार, 19 मई 2009
बुधवार, 25 फ़रवरी 2009
nai manzil pz 10
http://source.pz10.com/music/search.php?srch=nai+manzil+nai+rahen&music=track&key=all
सोमवार, 23 फ़रवरी 2009
मंगलवार, 3 फ़रवरी 2009
YE RAAT YE CHANDNI..
Jaal" is an Indian film, released in 1952. This was Guru Dutt's second movie, after Dev Anand's production "Baazi". Guru Dutt was sort of finding his bearings through commercially successful movies. And after "Baazi", this was the second film in which Dev Anand also came through as a confident star/actor, with a style uniquely his own. Geeta Bali, the most gifted actress of the Indian screen ever, gave a scintillating performance. But what stood out most was the musical score of the film. Till date, the sweetness of the melodious "Yeh raat yeh chandni phir kahan, sun ja dil ki dastaan", sung by the heavenly voices Hemant Kumar has not been equalled by any song of this type, composed by any music composure. Most other songs were based on the Goan folk music, probably first time used by a music director. Music is by S. D. Burman.
Nai manzil nai rahen naya hai maharban apna....
http://www.guruji.com/music?q= Nai Manzil Nai Rahen&cat=d0,Song
movie:
Hill station [1957],directed by shakti samanta
Music Director : Hemant Kumar SINGERS : Hemant Kumar and Lata Mangeshkar
Leading Cast : Beena Roy,Pradeep Kumar,K.N.Singh,Shyama and Maruti
lyrics:
nayi manzil nayi raahein naya hai maharbaan apana
na jaane jaake thaharega kahaan yah kaarvaan apana
na chamakegi jahaan bijali na aayega jahaan tuufaan
banaaenge usi daali pe jaake aashiyaan apana
bharosa hai muqaddar par tumhaara bhi sahaara hai
kahin dushman na ban jaaye yah zaalim aasmaan apana
dikhaaenge hamein yah chaand taare raah manzil ki
banate ho agar dushman to ho saara jahaan apana
सोमवार, 2 फ़रवरी 2009
NA YE CHAND HOGA.....
object width="425" height="344">
Shart (1954) Director: Bibhuti Mitra Cast: Deepak, Shashikala, Shyama, I S Johar, Sulochana. Music: Hemant Kumar Lyrics: S H Bihari Singer: Geeta Dutt & Hemant Kumar Thanks to "Dipiaar" Ge...
Shart (1954) Director: Bibhuti Mitra Cast: Deepak, Shashikala, Shyama, I S Johar, Sulochana. Music: Hemant Kumar Lyrics: S H Bihari Singer: Geeta Dutt & Hemant Kumar Thanks to "Dipiaar" Ge...
सदस्यता लें
संदेश (Atom)